Chala main jab bhi ek kadam teri taraf,
Jaane ye faasla kaise aur badh gaya…
main to saath hi chalta raha tere,
jaane kaise phir tu aage nikal gaya… !
Tum to mere har khwaabon mein baste the
Tum to har pal meri baahon mein rehte the
kya wajah hai jo ab tum kareeb nahin aate
Ab kyon dard bankar meri aankho se behte ho,
Shaam ho tanhaayi ki, ya phir raat ho siskiyon ki
Har pal haath uthaa kar tujhe hi maanga maine,
Gham ne kar liya hai kaid mujhe is andhere me
Par tum to roshni ke liye mera dil jalaaye baithe ho,
Hontho par tere rahe hum humesha saans ki tarah
Machalte rahe hum tere dil mein jazbaat kitarah,
ek pal bhi ganwaara nahin hota tumhe dekhe bagair
par jaane tum kis duniya me apna dil lagaye baithe ho,
Use tumhari duniya chhod gaye huye zamaane par
Ek tum ho ke ab bhi aas lagaaye baithe ho…!Mayank
tujhse ab koi wasta to nhi. Lekin.... Tere hisse ka waqt aaj bhi TANHA gujarta hai...................................
Popular Posts
-
Na puch mere sabar ki inteha kaha tak hai, tu sitam kar le teri takat jahan tak hai, wafa ki umeed jinhe hogi unhe hogi, hume to dekhna hai ...
-
Yu zindagi ki raah me majboor ho gaye itne huye kareeb ke hum door ho gaye aisa naheeN ke humko koi bhee khushi nahiN lekin ye zindagi to ko...
-
Khul k izhar e mohbt karna hamari aadat na thi, Wo samjhe hamain un se mohbat na thi, Sari arzu dil he me reh gae, Kabi ham masroof the kabi...
Labels
dil-e-dastan
(11)
Hapen in my life
(3)
Blog Archive
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Dear guest,
Most warm welcome to yours very delightfull blogging website for the best view of updated thought, quotes, sayeri, jokes, fun messages and all the things to cheer your cool world!
Thank you for dropping by my blog.I really appreciate it. :)
My shelf:-)
friends activity:
This Site Designed and Developed by Manik Singha |
No comments:
Post a Comment